Gaaye Jaa Lyrics

Gaaye Jaa Lyrics - Shreya Ghoshal, Mohammed Irfan 


Singer Shreya Ghoshal, Mohammed Irfan
Movie Brothers
Music Sony Music India
Song Writer Amitabh Bhattacharya, Ajay-Atul

Gaaye Jaa Lyrics 

Suraj tera gardish mein hai
Dhalte huaa keh gaya
Phir laut ke aaunga main
Nazdeek hi hai subah

Gaaye jaa, gaaye jaa
Gham mein hai sargam
Gunguna ye dhun, gaaye jaa..
Gaaye ja, gaaye ja
Raat ke dhaagon se savera bun, gaaye ja..
Gaaye ja, gaaye ja
Gham mein hai sargam
Gunguna ye dhun, gaaye ja

Apna hi apna kyun kehlaaya hai
Kaise koi tay karta hai kaun paraaya hai
Ek wohi rishta teri kamaayi hai
Dard ke pal mein jisne tera saath nibhaya hai
Toota huaa to kya sitaara tu
Kisi ka bann sahara tu..

Mmm..
Gaaye ja, gaaye ja
Raat ke dhaagon se savera bun, gaaye ja…
Gaaye ja, gaaye ja
Gham mein hai sargam
Gunguna ye dhun gaaye ja

Ho.. aankhon mein rakhna sapne tu kal ke
Tujhko lekin un tak jana hoga khud chal ke
Majhdhaaron se tu, haar nahin jaana
Saahil tujhko paana hoga lehron mein dhalke
Hai zindagi wohi jo chalti hai
Yeh girke hi sambhalti hai
Aa…


Previous
Next Post »

Please do not enter any spam link in the comment box. ConversionConversion EmoticonEmoticon